Posts

Showing posts from May, 2020
   Takleef  Takleef kab hoti hain..? Jab main usey chahu aur woh mujhe chahe par hum ek nahi ho sake ... Tab takleef hoti hai  jab woh apna pyar jataye Aur main usey woh pyar na de paau  Tab takleef hoti hai  main usey taa umar chahu  yah soch ke, ke woh meri nahi ho sakti Tab takleef hoti hai woh jab mere sath hoti hai, aur main yeh sochta hu  yeh sath kuch pal ka hai, Tab takleef hoti hai  Na jaane kyu woh, meri zindagi mein aayi  Na jaane kyu woh, itna kareeb aayi usse bichadne ka jab khayal aata hai Tab takleef hoti hai  Uska sath kuch apna sa laga dekha tha maine jo woh sapna sa laga  Aur yehi sapna jab toot ta hua nazar aaye  Tab takleef hoti hai  Socha usey kisi aise hath me du  jo uske kaabil ho. usye duniya ki har khushi haasil ho  jab apne haaton ko akela paata hu  Tab takleef hoti hai  Bhot pyaar karta hu main usse Apni ja...